Site Network: Personal | My Company | Artist projects | Shop

 

Its not about living, its about surviving;
its not about matrix its abt the truth;
its not abt the blog....
its abt the pyaas, the quest...




Sans love, sans blood...


"Dekho kaise parbat se baadal gaye Barsenge yeh ab kahan Dekho kaise phoolon se khushbu gayi Mahkegi yeh ab kahan

Sukh ban gaye sapne
Sab kho gaye apne
Dil bhujh gaya, ghar jal gaya
Na jaane kyun, na jaane kyun
Yaadon ka phir aanchal uda
Na jaane kyun, na jaane kyun -2

Dekho kaise haathon se jugnu gaye
Chamkenge yeh ab kahan
Kyun so gayi shaamein
Kat na saki raatein
Dil bhujh gaya, ghar jal gaya
Na jaane kyon, na jaane kyon
Yaadon ka phir aanchal uda
Na jaane kyun, na jaane kyun -3

Dekho kaise parbat se baadal gaye
Barsenge yeh ab kahan
Dekho kaise phoolon se khushbu gayi
ahkegi yeh ab kahan….."

Credits: The song is sung by the band Strings, which comprises of just two people namely Bilaal Maqsood (Guitars) and Faisal Kapadia (Vocals). The song is from their album Dhaani, a huge success.

AddThis Social Bookmark Button

posted by Jas @ 12:23 AM,

0 Comments:

Post a Comment

<< Home