Meri Kalam se...
Monday, May 15, 2006
Mila kal mujhe mera jo Lakht-e-Jigar
gam ke sar-e-arsh mein dooba tha woh
[sar-e-arsh=seventh heaven]
jaane kis tasavvur ka shikar hua baitha tha
Har baat par gham-e shikra hua jaata tha
[tasavvur=imagination, shikra=a small bird of prey]
Poocha to bola ki aadam ki hi hai yeh hi fitrat
jahan dawa-e-dil maangta hai, waha hijr se bhi khauff khata hai
Kabhi khooshi se pagal ho de deta hai aansuon ki chamak
To kabhii gam se patthar ho kar bhi kabhii rotaa nahi ...
posted by Jas @ 9:57 PM,
1 Comments:
- At June 24, 2006 6:49 PM, said...
-
good one jassi.
I personallly liked this one
"aadam ki hi hai yeh hi fitrat
jahan dawa-e-dil maangta hai, waha hijr se bhi khauff khata hai"
keep on writing